Saturday, September 10, 2011

Shayri


Youn na khel tu mere pyaar se 
nahi to tu raakh ho jayegi,
Ja ho ja tu mujhse door
warna aabad tu ho na payegi.


Mere payar ko dhoka dekar jab tu mujhse door jayegi,
Jab kabhi tu hogi tanha apni tanhai mein mujhe pyaegi

Tuje payar to mein bahut karta hun
par tera dusro ko chahna isse mein bahut darta hun,
Tu kehti hai ki mein badal jaungi
Par agar tu na badli to iss na badlne se mein darta hun.

Mein tere payar mein ab itna door aa chuka hun
ki wapas jane ka dum nahi,
Tu mile iss pyaar me to thik
warna maut ka bhi mujhe ab gum nhi.

Jab jab hum mile to aisa laga
ki koi hamara aaps me purana rishta hain
Jab se mile ho tum to aisa laga ki
tu meri adhuri zindgi ka ek eham hissa hain

Tujhse pyaar mein itna karta hun
ki tujhe khone ke ek ehsaas se bhi mein darta hun
Sach kehta hun agar tu mujhse door ho gai
to zindga rehkar bhi zinda na rahunga kyunki
itna pyaar mein tujhse karta hun

Ek aakhiri baar fir se tu mujhe dekh le
Iske baad to mein jala diya jaunga
Ye na sochna ki tujhe akela chhod gya hu
Agle janam me pane k liye tujhe rab ko upar manaunga
***All above Shayries is my own shayri ...Sandeep Singh Punia


saach me kenni aa duro menii rehna
manga me pyaar tera duniya to ki lena-2

lag gai sadiya pave tenu mein yaad kara
tak tak ke rava sajna aahan teri mein bhara
bhulia hun karno aaya badla ne mee barsaya
sachche dil naal ve sanjna tenu ha tenu chahya

aja ve aja ve aja tak diya rahan ne
aja ve aja ve aja suniya ve meri bahan ne-2

hun ki hona hona ki mafiaa mang ke
door meto hogi tu hatthaa nu lang ke
waja marda jhalla raata nu ro ke
zindgi banai apni khushiya nu khoke
hun wapas te mein aa ni sakta beshak me payar kara
tere pichhe haa kudiye lakha naal lada
jag de jhamele vich mitti wang rul gya
ki honda si hun hasna haase v bhul gya

aja ve aja ve aja tak diya rahan ne
aja ve aja ve aja suniya ve meri bahan ne-2

galti jo meto ho gai maaf kar de harjai
teto me manga tenu fariyad tere taii
saja de jo tu deni menu he sab manjur
hogi jo meto khata mera toot gaya gurur
aankhan meri bhar aaiya deni tenu mein dhahaiya
palle na mere kuchh v na deni tenu safaiyaa

aja ve aja ve aja tak diya rahan ne
aja ve aja ve aja suniya ve meri bahan ne-3

aaja ver aaja sajna hunn aaja ve-2
aa aa aa tak diya raahan ne

Monday, July 11, 2011

Sad Shayri





ZINDGI GUZAR NE KA BAHANA DHUNDTE HE,
KHATAM NA HO KABHI WO PAIMANA DHUNDTE HAI,
HOSH ME TO TADPENGE RAAT DIN,
JO HOSH NA ANE DE WO, WO MAIKHANA DHUNDTE HAI.

DUKH ME WO KINARA KAR GAYI, 
HASTI HUI ZINDGI KO BESAHARA KAR GAYI,
KABHI ROKA KARTI THI HAME PINE SE, 
AJJ JATE JATE BOTAL KI AUR ISHARA KAR GAYI.

NA ZINDAGI MILI NA WAFA MILI,
KYU HAR KHUSI HAMSE KHAFA MILI,
JUTHI MUSKAN LIYE DARD CHUPATE RAHE,
SACHA PYAR KARNE KI KYA KHUB SAZA MILI HAME.


JANE KYU LOG HAME BHUL JATE HAI,
KUCH PAL SATH REHNE KE  BAD DUR CHALE JATE HAI,
SACH HI KEHTE HAI KE, 
SAGAR MILNE KE BAD LOG BARISH KO BHUL JATE HAI.

PHOOL KHIL KAR BHI UDASS HAI,
SAMUNDAR KO JAISE PANI KI PYASS HAI
EK BAAR AAP MUSKURA DO ZARA, 
KYOKI KHUDA KO EK KHUBSURAT HASI KI TALASH HAI.

JAB BHI CHANDKO DEKHO, YAAD KARNA HAME, 
YE SOCHKAR NAHI KI KHUBSURAT HAI WO SITAROME,
PAR YE SOCH KAR KI WO BHI AKELA HAI LAKHO ME

Tum chahe kuch bhi kaho,
Such hai ki tumhare bagair rah nahi sakte,
Tum mujhse door chale gaye beshak,
Kitna dard hai hum kah nahi sakte



Tarsaya fulon ki mahek ne,
Chuban kanto ki mujhe achi lagi,
Afsos nahi dil tutne ka,
Dil tutne ki ada achi lagi

Achi tarah saja do mujhe,
Chalo aisa karo bhula do mujhe,
Tumse bichadkar maut aa jayegi mujhe,
Dil ki gaheraiyon se dua do mujhe.

                                    Hone the jitne khel muqadar k ho gaye,

hum tuti nav leke samunder ke ho gaye
khusbu mere haath ko chukar chali gayi,
hum phool sabko baant kar patthar ke ho gaye..!!



Wo aaye meri zindagi mein kahani ban kar,
Is dil mein rahe pyar ki nishaani ban kar,
Aksar jinhey hum jagah dete hai is dil mein,
wo aankho se nikal jaate hai paani ban kar...




Kisi Ne Kaha Tha Kisi Se Na Kehna,
Lage Chot Dil Pe To Khamosh Hi Rehna,
Jahan Chot Khana Waha Muskurana,
Magar Muskurana Is Adaa Se Ki Ro De Saara Zamana..!!






Hum bhi bikne gaye the bazaar-e-ishq mein…!
                                                           
  Kya pata tha wafa walon ko log khareeda nahi karte…!




                                        Kirdar badal gaye, ab badli si yeh kah


                                Zindagi mein mithaas thi ab zeher ka paani hai,


Mere zakhmon par marham na lagaao yaaron,

Mere paas bas yehi us ke pyaar ki nishani hai.