KHATAM NA HO KABHI WO PAIMANA DHUNDTE HAI,
HOSH ME TO TADPENGE RAAT DIN,
JO HOSH NA ANE DE WO, WO MAIKHANA DHUNDTE HAI.
DUKH ME WO KINARA KAR GAYI,
HASTI HUI ZINDGI KO BESAHARA KAR GAYI,
KABHI ROKA KARTI THI HAME PINE SE,
AJJ JATE JATE BOTAL KI AUR ISHARA KAR GAYI.
NA ZINDAGI MILI NA WAFA MILI,
KYU HAR KHUSI HAMSE KHAFA MILI,
JUTHI MUSKAN LIYE DARD CHUPATE RAHE,
SACHA PYAR KARNE KI KYA KHUB SAZA MILI HAME.
JANE KYU LOG HAME BHUL JATE HAI,
KUCH PAL SATH REHNE KE BAD DUR CHALE JATE HAI,
SACH HI KEHTE HAI KE,
SAGAR MILNE KE BAD LOG BARISH KO BHUL JATE HAI.
PHOOL KHIL KAR BHI UDASS HAI,
SAMUNDAR KO JAISE PANI KI PYASS HAI
EK BAAR AAP MUSKURA DO ZARA,
KYOKI KHUDA KO EK KHUBSURAT HASI KI TALASH HAI.
JAB BHI CHANDKO DEKHO, YAAD KARNA HAME,
YE SOCHKAR NAHI KI KHUBSURAT HAI WO SITAROME,
PAR YE SOCH KAR KI WO BHI AKELA HAI LAKHO ME
Tum chahe kuch bhi kaho,
Such hai ki tumhare bagair rah nahi sakte,
Tum mujhse door chale gaye beshak,
Kitna dard hai hum kah nahi sakte
Tarsaya fulon ki mahek ne,
Chuban kanto ki mujhe achi lagi,
Afsos nahi dil tutne ka,
Dil tutne ki ada achi lagi
Achi tarah saja do mujhe,
Chalo aisa karo bhula do mujhe,
Tumse bichadkar maut aa jayegi mujhe,
Dil ki gaheraiyon se dua do mujhe.
hum tuti nav leke samunder ke ho gaye
khusbu mere haath ko chukar chali gayi,
hum phool sabko baant kar patthar ke ho gaye..!!
Wo aaye meri zindagi mein kahani ban kar,
Is dil mein rahe pyar ki nishaani ban kar,
Aksar jinhey hum jagah dete hai is dil mein,
wo aankho se nikal jaate hai paani ban kar...
Kisi Ne Kaha Tha Kisi Se Na Kehna,
Lage Chot Dil Pe To Khamosh Hi Rehna,
Jahan Chot Khana Waha Muskurana,
Magar Muskurana Is Adaa Se Ki Ro De Saara Zamana..!!
Hum bhi bikne gaye the bazaar-e-ishq mein…!
Kya pata tha wafa walon ko log khareeda nahi karte…!
Kirdar badal gaye, ab badli si yeh kah
Zindagi mein mithaas thi ab zeher ka paani hai,
Mere zakhmon par marham na lagaao yaaron,
Mere paas bas yehi us ke pyaar ki nishani hai.
No comments:
Post a Comment